feedburner

Enter your email address:

Jan
26

New Shayari SMS / Labon py harf

Labels:

Shayari SMS 100 100 sawal

Labon py harf na koi sawal rakhta tha.........

kabi me zabt ma itna kamal rakhta tha.

khabar kia thi mujh ko he woh bhol jay ga.

aik aik cheèz jo mari sambhal rakhta tha.

bicharty waqat bazahir to kuch na bola tha.

magar nigaho ma 100 100 sawal rakhta tha .

Suna ha log ab usy bohat sataty hy .

jis aik shakhs ka ma itna khayal rakhta tha.

Related Posts :







home